अंधेरे को हटाने में समय बर्बाद मत करो, दीये को जलाने में समय लगाओ.
दूसरों को नीचा दिखाने में नहीं, बल्कि खुद को ऊँचा उठाने में समय लगाओ!!
Faasle to badha rahe ho magar itna yaad rakhna
Ke mohabbat baar baar insaan par meharbaan nahin hoti
फासले तो बढ़ा रहे हो मगर इतना याद रखना
के मोहब्बत बार बार इंसान पर मेहरबान नहीं होती
वहम से भी अक्सर खत्म हो जाते हैं कुछ रिश्ते
कसूर हर बार गल्तियों का नही होता
vaham se bhi aksar khatm ho jaate hain kuchh rishte
kasoor har baar galtiyon ka nahee hota
Har Ek Haseen Chehre Mein Gumaan Uska Tha,
Basaa Na Koi Dil Mein Ye Makaan Uska Tha,
Tamaam Dard Mit Gaye Mere Dil Se Lekin,
Jo Na Mit Saka Woh Ek Naam Uska Tha.